बिना चेहरा दिखाए YouTube से लाखों कैसे कमाएं? 2026 के 5 जादुई AI टूल्स और पूरी जानकारी!
2007 se 2026 tak ka shandaar safar
Dosto, Apple ne har saal apne iPhone se duniya ko chaukayah hai. **MN Knowledge Hub** par aaj hum dekhenge ki kaise ek chote se phone ne puri duniya ki technology badal di.
| Year | Models | Key Feature |
|---|---|---|
| 2007-09 | 2G, 3G, 3GS | Pehla Multi-touch display aur App Store. |
| 2010-13 | 4, 4S, 5, 5S | Retina Display aur Touch ID ki shuruaat. |
| 2014-16 | 6, 6S, 7, SE | Badi screen (Plus models) aur Water Resistance. |
| 2017-19 | X, XR, 11 Series | Face ID aur Bezel-less OLED screen. |
| 2020-23 | 12, 13, 14, 15 | 5G Support, Cinematic Mode aur USB-C Port. |
| 2024-26 | 16, 17 Series | Apple Intelligence (AI) aur Titanium body. |
Dosto, agar hum history dekhein toh:
Mera favourite iPhone 13 hai kyunki iski battery aur performance ka balance kamaal ka hai.
Kyun har saal Apple isi waqt duniya ko chaukata hai?
Apple aur September ka ek aisa rishta hai jo 2012 (iPhone 5) se chala aa raha hai. **MN Knowledge Hub** ke is vishesh lekh mein hum is 'Secret' ka khulasa karenge.
September mein launch karne se Apple ko 'Holiday Season' (Diwali, Christmas) ka poora fayda milta hai. Log uphar (gifts) ke liye naya iPhone sabse zyada kharidte hain.
Pura saal research karne ke baad, September tak Apple apni supply chain ko taiyaar kar leta hai taaki poori duniya mein ek saath naya model pahunch sake.
"September sirf ek mahina nahi hai, ye tech duniya ka 'Tyohaar' hai. Agar aap naya iPhone lene ki soch rahe hain, toh hamesha September tak rukna samajhdaari hai
Apke pass konsa model hai comment me jarur btaye
l © 2026 MN KNOWLEDGE HUB |
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें